Search for a Discord server...
0
402
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai Juda hoke bhi... Waise zinda hoon, ae zindagi, bin tere main Dard hi dard baaqi raha hai seene mein Saans lena bhar hi yahaan jeena nahin hai Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai Juda hoke bhi... Saath mere hai tu har pal shab ke andhere mein Paas mere hai tu har dum ujle savere mein Dil se dhadkan bhula dena aasaan nahin hai Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein Yeh jo yaadein hain (yeh jo yaadein hain) Sabhi kaantein hain Hata do inhein (hata do inhein) Mita do inhein Juda hoke bhi tu mujh mein kahin... Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai Juda hoke bhi...
0 reviews
You must be registered and a member of this server to leave a review. All reviews are moderated, so please follow our guidelines before commenting
5 star
0
4 star
0
3 star
0
2 star
0
1 star
0
Total Members 402
Language English, US
Boosts 7
Emojis 94